Hello Dosto....Aaj mai gmail ke bare me ek
jankari dena chahta hu.Aapko itna to
malum hai ki Gmail Google ka hi product
hai. Aur Gmail Account ka istemal hum kai jagah karte hai.Soping ,banking ,site banane me ,and Intenet se related kai Articals ke liye hum use karte hai. Isliye Gmail hamare liye important hai. Agar hamare Account me koi problem Aa jaye to Inbox me jo hamara Important massages hai. Jo hamare liye bahut jaruri hai.Usko kaise nikale .kyoki sara massage kaam ki nahi hoti lekin jo important hai. Usko other Gmail Account me kaise backup kare iske bare me mai bataunga.
GMAIL ACCOUNT KA BACKUP OTER GMAIL ACCOUNT ME KAISE KARE
1:- sabse pahle Aap Gmail me login kare
2:-Login karne ke baad uper side me setting gear icon par click kare
3:-Click karne ke baad jo new windows open hoga usme Account and import par click kare.
Image me Dekhe
4:- "Account and import par click karne ke baad aage Aapko "Import mail and Contact" par click karna hai .
5:-Uske baad ek pop up window show hoga uske baad Aapko apne Gmail Account
Ka id dalna hai jisme Aap data ko
"Import"karna chahte hai. Uske baad continue kar dena hai.
Image Dekhe
6:-Uske baad Aapko email migrate ke liye Allow karna hota hai. Uske baad Aapka
Email "Impot"ho jata hai. Sabhi "Email imported" hone ke baad Aapke Gmail Account par ek new lable dikhega jisme Aapka sabhi massage save hoga.
Image Dekhe
- Gmail ke andar Email Migration ko sambhalne ke liye Google ne ek third party vendor "Shuttlecloud" ko intgrate kiya hai
- "Shuttlecloud" parivacy police terme ke anusar wo Aapke kisi v Email ki copy ko store nahi karta hai.
0 टिप्पणियाँ