Google ka latest OS android P ke bare me jane

Google ke latest android P ko aise kare apne smartphone me istemal

https://searchofall.blogspot.com

Google ne apni salana developer's confrence google I/o me apne latest  android oparating system me android P ka ailan kar diya. Latest android P me kai sare futures hai aur developers ke liye ye future pahale hi uplabdh hai. Pahali baar aisa ho rha hai ki android P sirf google ke handset tak hi simit nahi hai. Project travel ke tahat, event me launch hue andoid P ke bita version ko google apne partner smartphone nirmatao ko bhi role out kar rha hai.

Agar aap bhi android users hai aur latest updates chahate hai to jane tarika...



  1. Google par click kare.
  2. Apne google account me sign in kare.
  3. Fir scroll down kare aur apni device chune.
  4. Apni device dhundhne ke baad opt-in-once par type kare.
  5. Ek bar enrollment karane ke baad aapko software updates ke liye notification milegi.
Note:-
"Agar aisa nhi hota hai to update ko manualy check kare. Manualy check karne ke liye pahale aap Setting>About phone>system update me jaye".

6. Update download karne ke liye conform par tab kare aur puri prakriya hone ke baad phone ko restart kare.

Google phone's ke liye in step ko follow kar  updates mil jayega, but ho sakta hai ki parner devices jaise Esential phone, Sony Xperia XZ2, Saomi mi mix 2S, Nokia 7plus, Oppo R15 Pro, vivo X21 aur aane wale oneplus 6 ke liye kuch aur step follow karne pade. Kyoki yah direct over-the-air update nhi hai. Android P bita build ke sath aapko apne smartphone ko flash karne ki jarurat padegi.








searchofall.blogspot.com


Android P updates ke sath phone me Adaptive battery, Adaptive brightness, Apps exchances, sliceses jaise kai future's milega. Google I/O me company ne apni dusri services jaise google photos, Gmail aur news ke liye kai sare naye future's launch kiye. Ab in product me artificial intelligence ke sath kai sare naye future's aa gaye hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ